Best Tarike Whatsapp Se Paisa Kamane Ke


Whatsapp free social networking messaging application hai.Yeh duiya kar sabse popular messaging app hai. Aaj har log ke paas ek smart phone hona aur usme Whasapp aap install hona aam baat hai lekin aap shayad yeh nahi jaante honge ki whasapp se bhi paisa kamaya jaa sakta hai.

Ji ha Aap bhi Whasapp se unlimited paisa earn kakte hai. Is post me hum Issi par baat karenge ki Whatsapp Se Paise Kaise Kamaye. Whasapp se paisa kamane ke kuch tricks hai hum unhi tricks ko ek ek kar batayenge.

Whatsapp Se Paise Kaise Kamaye

Link Ko Short Karke - Link Shortener ek aisi service hai , jisme kisi bhi website ke bade url ko short kiya jaa sakta hai. Aur issi prakar se kuch Link Shortener ki website hai jaise ki-

  • Adf.ly
  • Shorte.st
  • Linkshrink.Net
  • ouo.io
  • Short.am
  • Linkbucks.com


In website me jaakar link ko short karna hai aur whatsapp group par bhejna hai aur jitney jyada in links par click hoga utni hi aapko paise milenge.


PDN Network Se - Yaha par PDN ka full form hai Pay Per Download. PDN ki bahut saari website hai Jine link ko share karna hai aur humare share ki hui link se yadi ko download karta hai to uska 50% commission hame milta hai.  Is tarah se aap bhi PDN network ke links ko whasaap par share kar achcha khasa paisa kama sakte hai.

Affiliated Marketing Se – Affiliated marketing ek aisa marketing hai jisme hum kisi product ko sell karna padta hai aur phir hume uska commission milta hai. Sabse pahle hume Apna affiliated account shopping website jaise Flipkart, Amozon etc. par banana hai. Ab jis product ko sell karna chahte ho uska affiliated link create kar Whatsapp me share karna hai. Ab us link ko click kar aapka dost yadi product kharid leta hai to us product ka commission aapko milega.

Online Teaching – Yadi aap kisi field me expert hai aur use online logo ke saath share karna chahte hai to Aap bhi Ghar baith Whatsapp se Paise kama sakte hai.
Bus aap aise student doondhna hai Jo apke field me interest rakhe hai, phir aap unhe online training dekar unse fees le sakte hai.

Hum Ummeed hai aapko yeh post achchi lagi hogi aise hi other post ke liye humare Blog Hindi Me Post visit kar sakte hai.

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

What is HTML and Basic tags of HTML

7 Health Benefits of Chia Seeds